 |
|
|
|
| |
 |
Menu |
 |
|
|
|
 |
Latest Dard Shairi Sms |
 |
 |
Ek tamanna hai fakat |
 |
| |
Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon tum mere pas sey utho tu bura lagta hai Roz-e-shab aaj b perwa hai tumhari mujh ko tum kisi aur ko socho tu bura lagta hai Ye mery rooh tarasti hai tumhari khushbo ko tum kahin aur ja k mehko to bura lagta hai.. |
|
 |
Safar tanha nahin karte |
 |
| |
Safar tanha nahin karte Suno aesa nahin karte Chalo tum raz ho apna Tumhain afsha nahin karte Suno jis ka muqaddar ho ossey chora nahi karte Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte Kisi ko dil dete waqt boht socha nahin kartey Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte Suno yadain sataingi magar roya nahin karte Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte. |
|
 |
Khuwab ab raat bhar nahin aatay |
 |
| |
Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab ab raat bhar nahin aatay..
|
|
 |
Aik bay rang sa manzar hai kahan
|
 |
| |
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon Loog jis mor per ghabra k bechar jaatay hain tujh say milnay ka yaqeen ho tu wahan tak sochon..
|
|
 |
Apki zindagi ka hr pal nayab
|
 |
| |
Apki zindagi ka hr pal nayab hojai Apke dil ki kali khil kr gulab hojae Jin pr barasti hon ALLAH ki khas rehmaten Un hastiyo main apka INTEKHAB hojae.(AMEEN)
|
|
 |
TÜtÉy HÜwÅy PÉmÄÑÉy
|
 |
| |
TÜtÉy HÜwÅy PÉmÄÑÉy MÄiÑ JÅm ÑÅhi ÄÄtÄ, I§hq K MÅrÉÉz K@ ÅrÅm ÑÅhi ÅÅtÅ. AÉ Dìl TÖrÑÉy WÅlÉ YÉh TÖ §ÖchÅ HÖtÅ, TÖÖtÄ HÜwÅ Dil Ki§i K KÅm ÑÅhi ÅÅtÅ.
|
|
|
|
|