 |
|
|
|
| |
 |
Menu |
 |
|
|
|
 |
Latest Selfish sms And Jokes |
 |
 |
Dil k Dard ko Lafzon mai dhala na gaya |
 |
| |
Dil k Dard ko Lafzon mai dhala na gaya** Ghum k Ansuon ko Aankho se nikala na gaya** Us ne Mujhe Dard is liye diya** Q K us se Mera Pyar Sambhala na gaya
|
|
 |
Woh bevafa nikli toh kya hua |
 |
| |
Woh bevafa nikli toh kya hua, kuch dino ka toh saath nibhaya tha, tadapta hua chhod gayi toh kya gilla, tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha...
|
|
 |
Mehfil na sahi tanhai to milti hai |
 |
| |
Mehfil na sahi tanhai to milti hai, Milna na sahi judaii to milti hai, Kaun kehta hai pyaar me kuch nahi milta, Wafa na sahi be-wafaii to milti hai.....
|
|
 |
Pir sawan rut ki pawan chali tum yad ay |
 |
| |
Pir sawan rut ki pawan chali tum yad ay
Pir patto ki pazeb baji, tum yad ay.
|
|
 |
Meray khwabon k gulshan main |
 |
| |
Meray khwabon k gulshan main khizain raqs karti hain,
Meray hönton ki larzish main wafain raqs karti hain,
Mujhay woh laakh tarpaay mager us shakhs ki kh(.....)in,
Khuda janay kaisi kashish hai tere yadon main
Main tera zikr karta hoon hawain raqs karti hein.
|
|
 |
Judai har pal yun mehsoos |
 |
| |
Judai har pal yun mehsoos na hoti, kash wo itni majbur na hoti, waqt banaa deta hai insan ko bewafa warna mohabat itni mashhoor na hoti !
|
|
|
|
|