| |
 |
Menu |
 |
|
|
|
 |
Latest Shyri And Ghazal sms |
 |
 |
Mar kay bhi jo na mar sakay |
 |
| |
mar kay bhi jo na mar sakay, jab maut kuch na kar sakay,
pee kar jo zinda reh sakay, peena woh Jaam-e-zindagi.
|
|
 |
Kya sabab tu joh bigar tha |
 |
| |
Kya sabab tu joh bigar tha hai Zafar se har baar
Khoo teri hoor-e-shimaa'il kabhi aisi toh na thi
|
|
 |
Chashm-e-qaatil meri dushman thi hamesha |
 |
| |
Chashm-e-qaatil meri dushman thi hamesha lekin
Jaise ab hogayi qaatil kabhi aisi toh na thi
|
|
 |
Un ki aankhon ne khuda jaane |
 |
| |
Un ki aankhon ne khuda jaane kiya kya jadoo
Ke tabiyyat meri maa'il kabhi aisi toh na thi
|
|
 |
Le gaya cheen ke kaun |
 |
| |
Le gaya cheen ke kaun aaj tera sabar-o-qaraar
Beqaraari tujhe, ae dil, kabhi aisi toh na thi
|
|
 |
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga |
 |
| |
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga
Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai
|
|
|
|
|