 |
|
|
|
| |
 |
Menu |
 |
|
|
|
 |
Latest Shyri And Ghazal sms |
 |
 |
Milen To Yun Hein Bohot |
 |
| |
Milen To Yun Hein Bohot..Aao Ab Milen Yun Bhi..
K Rooh Garmi-e-Infaas Pighal Jaaye..
|
|
 |
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye |
 |
| |
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye..
Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..
|
|
 |
Dukh chhupay hoay hain hum dono |
 |
| |
Dukh chhupay hoay hain hum dono
Zakham khaay hoay hain hum dono
Aisa lagta hay phir zamany ko
Yaad aay hoay hain hum dono
Tu kabhi chandani thee dhoop that main
Ab to saay hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary ko paa kar bhee kuch ganwaiy hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary say sharmindah
Sir jhukay haoy hain hum dono
Jaisay ek doosaray ki chahat ko
Ab bhulay hoay hain hum dono
Ishq aisa kahan ka ehad(promise)mahboob
Ghar basay hoay hain hum dono.
|
|
 |
Liko Tu Kuch Aahsa liko |
 |
| |
Liko Tu Kuch Aahsa liko,
Kay Kalam Bee Ronah Par Majboor Ho jayah
Har Lafz May Woh Dard Pidah Karo,.
Woh Pyar Karnah Pay Majboor Hojayah......
|
|
 |
Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi |
 |
| |
Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,.
Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,.
Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,.
Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,...
|
|
 |
mazloom ki anho ke nisane nahi baithe |
 |
| |
mazloom ki anho ke nisane nahi baithe,
jalim ke abhi hosh theekane nahi baithe,
our jo waqat ne aise bhi maoke hame bakhshe hai,
hum fir bhi buzurgo ke shirhane nahi baithe,
wade kisise irade kise se,
anhe kise se nigahe kisi se,
ab yaar tumhra bharosa hi kya,
jo adhe hamare adhe kisi ke.
|
|
|
|
|